urdu mcqs

This subject carries 200 Marks
Post Reply
User avatar
asifmalik
Zero Star Member
Zero Star Member
Posts: 84
Joined: Sun Sep 30, 2012 6:53 am
Nationality: Pakistani

urdu mcqs

Post by asifmalik »

1)Mirza Qutub ud din Aibak nazm_____ ka juzv hai.Shahnama Islam2)"Baray aalu ka kuch bayan ho jaye"_____ka mazahya mazmoon hai.Mushtaq Ahmad Yousafi3)"Manzil e shab"_____ka majmooa'e kalam hai.Mukhtar sadiiqui4)Khalida Adeeb khanam_____ki Umda tehreer hai.Ch.Afzal haq5)Nazm "Manto" kis shairi majmooa mein hai?Shab e rafta6)"Haasil na kijye daher se ibrat he kyon na ho"____ka misraa haiMirza Ghalib7)Theudor Morison ka ziker____k khakay mein hai.Sir Syed Ahmad khan8)Heart Attack______ki nazm hai.Faiz Ahmad faiz9)Naeem_____ka kirdaar hai.Udaas naslen10)_____Aagra mein paida hue aur Delhi mein Mughal darbar se wabasta rahay..Mirza Ghalib11)"Aik Khadim e Khalq ki kahani"_____ki tehreer kerda hai.Ch.Afzal haq12)Intekhab e kalam e Meer pehli baar kab shaya hua?193013)____1911 mein Sialkot mein paida hue aur lahore mein wafat payi.Faiz Ahmad Faiz14"Mein he tou ik raaz tha seena e kaainat mein"_____ka misraa hai.Iqbal15)"be'khudi le gayi kahan ham kodaer se intezaar hai apna"______ka sher haiMeer taqi Meer16)Prof Sohail____ka kirdaar hai.Raja Gidh17)Khawaja Altaf Hussain Haali_____k mushayiron mein shareek hue,Anjuman e Panjab18)Shibli Naumani ki "Seerat un Nabi" ko ____ne mukammal kiaSyed Suleman Nadvi19)Mah o saal e aashnayi_____ka safarnaama hai.Faiz Ahmad faiz 1. Thandi aag by Intizar hussain2. Rustam o sohrab Agha hasher kashmiri ka drama tha3. Agha Ashar kashmiri ko urdu ka Shakespeare kaha jata hay4. Drama Anar kali by Imtiaz ali taaj jo k tragedy hay5. Chacha chakan imtiaz ali taj ka aik kirdar hay6. Drama taleem balghan khawaja moen ud din nay likha tha jo k 1954 main likha gia7. Sab rus Mulla Wajhi nay likha tha8. Sab rus aik tamseeli qissa tha ki zuban Deccani kahi jati hay9. Mazameen farhat Farhat ullah baig nay likhi thi10. Molvi nazeer ahmed ki kahani farhat ullah baig ka likha howa khaka tha11. Ye khakh unho nay 1928 main likha tha12. Movli nazeer ahmed farhat ullah baig k ustad thay13. Pitras bukhari ka asal name ahmed shah bukhari tha14. Urdu ki akhiri kitab by Pitras bukhari Maan ki museebatkhana khud pak raha haydhobi aj kapry dho raha haymain aik miyan hon15. Mazameen e rasheed Raheed ahmed Sadique ka pahla nasri majmua hay jo 20 mazameen pay mushtamil hay16. Aab e gum mushtaq ahmed yousfi k mazameen ka majmua hay jo 1989 main shaya howa aor ic main 6 unwan k mazmoon hain17. Aab e gum k markazi kirdar mirza abdul wadood baig ko mushtaq ahmed yousfi nay apna humzad kaha tha18. Sir sayyad ahmed khan jaded urdu nasar k pani han19. Narang e khayal Mohammad hussain azad nay likha jis main 14 mazameen shamil hain20. Hayat e jawaid altaf hussain hali nay likhi thi jo 2 hisso pay mushtamil hay21. Meer o Soda ka doar 1706 say 1810 tak phela howa hay22. Meer o Soda k doar main urdu pay farsi ghalib rahi23. Meer Taqi meer apny zamany ka sab say barha ghazal go shahir tha24. Momin o Gahalib k doar main ghazal nay boht arooj hasil kia25. Abraham Zoq (died 1854) bahadur shah zaffar ka ustad tha.26. Mirza ghalib died in 186927. Fort William college was found in 180028. Sir sayyad nay Tehzeeb ul akhlaq 1870 main nikala tha29. Anjaman e Punjab 21 jan 1865 ko banai gai30. Dr Lightener pehla sadar tha aor molana Muhammad hussain azad secretary31. Sajjad zaheer aor malik raj aanind nay 1935 main taraqi pasand tehrik ki buniyad rakhi32. Anjaman ki pahli conference 15 april 1936 ko munshi paraim chand ki sdarat main Lakhnao main hoi33. Faiz ahmed faiz, N.m Rashid and majeed amjad ka taluq taraqi pasand tehrik say hay34. Faiz ahmed faiz nay ye nazmain likhi hainsham e tanhaisubha e azadichand roz aor meri jan heart attack35. Taraqi pasand afsano ka pahla majmua Angary hay jo tehrik k aghaz say pahely December 1932 main shaya howa,36. Angary 1933 mai zabt ho gai thi37. Angary mai 9 afsany aor 1 drama thaAngary (aik jaiza)sajjad zaheer nay 5 afsany likhy thy. “neend nahi ati. Jannat ki basharat. Garmiyu ki aik rat. Dulari. Pher ye hangama.Rasheed jahan ka 1 afsana Dilli ki sair aor drama Pardy k peachyAli Ahmed 2 afsany Badal nahi aty and Mahawatto ki aik rataor mehmood zafar ka Jawan-mardi38. Taraqi pasnd afsana nigaro main paraim chand ka name numayan hay39. Paraim chand nay afsana Kaffan likha40. Kirishan chandar k ye afsany boht maqbool hoey I. An data II. Kalu bhangi III. Balcony IV. Barham puttar V. Piyasa VI. Teen ghunday VII. Pishawar express VIII. Cherry k phool41. Ahmed nadeem qasmi wrote Chopal and Bagoly.42. Kishwar naheed ko urdu zuban ki pehli baghi shaira kehty hain43. Majeed amjad nay namaz nigari main name peda kia44. Muneer niazi nay apni Alaamat hindi zuban say aghaz ki hain45. Faiz ahmed faiz ko Lenin Peace prize 1962 mila tha urdu ka pahla ghazal go shair: wali dakniurdu mein nazam ka bani: Nazir akbar abadikhizara-rah,tulay-e-islam,masjid-e-qartabia aur saqi nama writen by: IQBALNoon-meem-Rashid ka majmooa kalam "MAVRA" published in 1942, was firsy majmooa of urdu adab.mulvi nazir ahmad dahlvi was the first naval nigar in urdu adab.his novel "mira tul arros" was first urdu novel.urdu mein maktoob naveesi ka aghaz ghalib ne 1847 mein kia.urdu k pahle khaka nigar: mirza farhat baigsir sayyad ne safar nama "engalistan" paish kiya to safar namay ka aghaz hua.nazar nama:mahmood nazamisaat sumandar paar,dhanak peqadam: akhar rayaziban-e-batoota k tuaqimein, chlatay ho to cheen ko chalye, zameen gol hai:ibne-inshaindlas main ajnabi,khana badosh: mustansar hussain tararsafer dar safer: ashfaq ahmadvoh qurbatain se, vo faslay se: mirza zafar -ul- haqmazmoon nigari ki ibtada: sir sayyed ahmad khanrasala "mukhzan" lahore se nikla, editor:sir abdul qadirab-e-hayat: hussain azadamrao-jan ada novel:mirza sodaparaim chand k novel:meedan-e-amal,chogan-e-hastikhuda ki basti:shukat sadiqitairi kheer: asmat chugtaiaisi bulandi asi pasti: aziz ahmadudas naslain: abdullah husaainali pur ka aili: mumtaz muftikhoon-e-jigar honay tak:fazal kareem fazlibari bari ankhein:opandar naathdarama shakantila: kali dasdarama andar saba: amanat likhanviurdu daramay ka aghaz: agha hashar kashmiriaseer-e-hawas, khobsorat bala'tur ki hoor,saide havas,yahoodi ki larki,rasmo-suhrab: agha hashar kashmirianaar kali: sayad amtiaz ali taajbaap ka ghuna: hakeem shujalaal qilay se lalu khait tak:khuwaja mooen ud-deenbandar road per: mirza ghalibsab ras dastan: mulla wajhi(1635)Fort veeleim collge: 1800 in culcataRani kaitaki: sayyed INSHAHaft ghulshan: muhammad bakhash mahjorfasana-e-ajaib: rajab ali baig sarwaralaf laila: abdul haleem shararbostan-e-khayal: khawaja badar-ud-deenfaiz ka pahla mojmoa kalam: naqsh-e- faryadi(1939)shahnama islam:hafeez julandri1. Novel "Udaas Naslain" ko 50 abwaab or ------- hisson me taqseen kiya gaya hai.42. "Raftagan" kis shaair ki nazm hai?Majeed Amjad3. Nazm "Peshru" kis shairi majmooay me hai?Shab e Rafta4. Musaddas kay band me kitnay shair hotay hain?65. "Chand Hum Asr" kay mozuaat ------- hain.khaakay6. "Saqi Nama" ----- ki nazm hai.Iqbal ki (Baal e jibreel)7. "hain aaj kyun zaleel kay kal tak na thi pasandghustaakhi-e-farishta hmaari janaab me" kis ka shair hai?Ghalib8. Hijrat or Judai ka dukh kis ka kalaam me numaayan hai?Nasir Kazmi9. Shahnaama-e-Islam kitni jildon me hai?410. "Khakim Badhan" me mazhahiya ------ hain.Khakay11. Meer Taqi Meer kay kitnay majmooay shaya huay?612. Tassawuf or falsafay ka bara shaer hai?Ghalib13. Mushtaq Yusfi ki tanz o mazah ki kitni kutub shaya ho chuki hain?414. "tu meri raat ko mehtab se mehroom na rakhteray paimaanay me hai maah-e-tamaam ae saqi" kis ka shair hai?Iqbal15. Raja Gidh novel me gidh kya hai?alamat16. Novel nigar, afsana nigar, or drama nawees?a) yusfi b) ahmed nadeem qasmi c) bano qudsiya17. _______ tarraqi pasand or maqsad pasand hai lekin us ne kabhi bhi tan kisi maqsad par qurbaan na kiya.a) qasmi b) yusfi c) bano qudsiya18. "Raja Gidh" or "Udaas Naslain" me kahin kahin ______ bohat khatakti hai.Tawalat19. Ahmed Nadeem Qasmi k ziyada tar afsanay ________ mozuaat par mabni hain.Daihi(rural)20. "Durayat" kay asool kis kitaab me hain?a) Chand hum asr b) zindagi c) Seerat-un-Nabi (pbuh)URDU SOLVED MCQS PAST PAPERS QUESTIONS1)Mirza Qutub ud din Aibak nazm_____ ka juzv hai.Shahnama Islam2)"Baray aalu ka kuch bayan ho jaye"_____ka mazahya mazmoon hai.Mushtaq Ahmad Yousafi3)"Manzil e shab"_____ka majmooa'e kalam hai.Mukhtar sadiiqui4)Khalida Adeeb khanam_____ki Umda tehreer hai.Ch.Afzal haq5)Nazm "Manto" kis shairi majmooa mein hai?Shab e rafta6)"Haasil na kijye daher se ibrat he kyon na ho"____ka misraa haiMirza Ghalib7)Theudor Morison ka ziker____k khakay mein hai.Sir Syed Ahmad khan8)Heart Attack______ki nazm hai.Faiz Ahmad faiz9)Naeem_____ka kirdaar hai.Udaas naslen10)_____Aagra mein paida hue aur Delhi mein Mughal darbar se wabasta rahay..Mirza Ghalib11)"Aik Khadim e Khalq ki kahani"_____ki tehreer kerda hai.Ch.Afzal haq12)Intekhab e kalam e Meer pehli baar kab shaya hua?193013)____1911 mein Sialkot mein paida hue aur lahore mein wafat payi.Faiz Ahmad Faiz14"Mein he tou ik raaz tha seena e kaainat mein"_____ka misraa hai.Iqbal15)"be'khudi le gayi kahan ham kodaer se intezaar hai apna"______ka sher haiMeer taqi Meer16)Prof Sohail____ka kirdaar hai.Raja Gidh17)Khawaja Altaf Hussain Haali_____k mushayiron mein shareek hue,Anjuman e Panjab18)Shibli Naumani ki "Seerat un Nabi" ko ____ne mukammal kiaSyed Suleman Nadvi19)Mah o saal e aashnayi_____ka safarnaama hai.Faiz Ahmad faiz 20-aamon ki tareef mein masnavi kis ne likhi?Ghalib21-Meer ki aik Masnavi ka unwaan____haikhawb o khayal22-Baal e jibreel k ibtadaai safhay per sirf aik shaer hai,jisay Allama Iqbal ne "Bhartar hari se Mansoob kia hai,ye shayir kis daur ka hai?uneesveen sadi23-Khakim ba'dehan mein khaakon ki tadaad?824-Shab e rafta mein nazmen aur ghazlen___unwaanat k tehat likhi gayi hain.325-Meer taqi Meer ki shaayiri k kitnay deewan hain?626-Hafeez k shahnama ki kitni jildain hain?427-Musaddas mein Haali ne musalmano k____ka ziker kia haiMaazi28-Sar e waadi e seena Faiz ka kon sa majmooa hai?5th29-"Ham urdu mizaah k ahd e yousafi mein jee rahay hain" kis ka qaul hai?Dr.Zaheer fateh poori30-Sar e waadi e seena mein faiz ki shayiri 1965 se____tak hai.197131-Ahmad Naseem Qasmi k afsanay____pas manzer ki akkasi kertay haindaihi(rural)32-Manzil e shab ka talluq kis sinf se hai?shaayiri33-Faiz ki shayiri____shaiyiri haisamaaji34-chand ham aser mash'hoor adeebon k____hainkhaakay35-_____k kalam mein tasavuff,falsafa aur science bhi haiGhalib36-______shaa'ir,afsana nigaar aur naqqadAhmad Nadeem Qasmi37-_____Bang e dara ki nazm haitaloo e Islam38-Mushtaq Ahmad yousafi ki tanz o mizaah ki____kutab hain339-Deewan e Ghalib ki pehli ghazal ka matla'a?Naqsh Faryaadi hai kis ki shokhi e tehreer ka,kaaghzi hai pairhan her paikar e tasveer ka.1. "Udaas Naslain" kay musannif ne ______ jaisa zakheem novel bhi likha hai.Nadaar log2. "ban ki chirya" kay shair kon hain?Majeed Amjad3. "Black out" kay takhleeq kar -------- hain.Faiz4. "Announcer" kay khaliq hain?Mukhtar Saddiqui5. "Punjabi Zamindar ka qissa" -------- me shamil hai.jo options di hain paper mein un mein se koi nae.6. "Deevan" kay ilawah Nasir Kazmi ka shairi majmooa _____ bhi hai.barg e nay7. "Chand hum asr" me _______ khakay hain.248. "Khizar-e-Raah" Iqbal kay ______ shari majmooay me shamil hai.bang e dara9. "Khakim Badhin" kay debaachay ka unwaan hai?dast e zulaikha10. "shab-e-rafta" ka intisaab kis kay naam hai?subh e Nau11. "Udaas Naslain" kay _____ abwaab hain.5012. "Maai Gul Bano" ka musannif hain--------.Ahmad Nadeem Qasmi13. "Kapaas k Phool" me kitnay afsaanay hain?1714. "Mas-e-khaam ko jis ne kundan banayaKhara or khota alag kar dikhaya" kis ka shair hai?Haali15. Majeed Amjad ka kulyaat ______ ne murattab kiya.Dr.khawja Zikriya16. "Aab-e-gum" or "Zargushat" kay musannif ka naam?Mushtaq Ahmad Yousafi17. Udaas Naslain kay hero ka naam _______ hai.Naeem18. "Zindagi" ka ta'luq kis sinf-e-adab se hai?Tamseel19. Raja Gidh ki heroin ka naam _______ hai.seemi20. "Seerat-un-Nabi (pbuh) kay ilawah Shibli ki sawaneh nigari ki kitab _____ bhi hai.Hayat e Javed
mshahid681
Zero Star Member
Zero Star Member
Posts: 19
Joined: Sat Oct 08, 2011 6:37 pm
Nationality: Pakistani

Re: urdu mcqs

Post by mshahid681 »

good work
Post Reply

Return to “URDU”