AIOU ADMISSION OPEN (METRIC TO MA,M.SC AND B.ED(1 YEAR)

Madina
One Star Member
One Star Member
Posts: 340
Joined: Wed Apr 11, 2012 9:18 pm
Nationality: Pakistani

Re: AIOU ADMISSION OPEN (METRIC TO MA,M.SC AND B.ED(1 YEAR)

Post by Madina »

Nawab wrote:
aliasafdar wrote:yeh b.ed 1 year se kia murad hai? main ne to suna tha k aiou se b.ed 3 smesters ka hota hai yani 1 and half years. please reply
Aap nay sahi sunna hai AIOU say B.Ed 3 semester mein hota hai ...1 and half year ka hota hai ...
Total expenditure kitny lagtay han.
simi27
Zero Star Member
Zero Star Member
Posts: 77
Joined: Mon Jan 30, 2012 1:29 pm
Nationality: Pakistani

Re: AIOU ADMISSION OPEN (METRIC TO MA,M.SC AND B.ED(1 YEAR)

Post by simi27 »

Nawab wrote:
aliasafdar wrote:yeh b.ed 1 year se kia murad hai? main ne to suna tha k aiou se b.ed 3 smesters ka hota hai yani 1 and half years. please reply
Aap nay sahi sunna hai AIOU say B.Ed 3 semester mein hota hai ...1 and half year ka hota hai ...
is bar B.ed 2 semester ka hai..... ek semester main 6 books. prospectus main detail hai
User avatar
Nawab
Zero Star Member
Zero Star Member
Posts: 4005
Joined: Sun Aug 14, 2011 5:53 pm
Nationality: Pakistani

Re: AIOU ADMISSION OPEN (METRIC TO MA,M.SC AND B.ED(1 YEAR)

Post by Nawab »

simi27 wrote:

R u sure? kia aap nay khud prospectus check kee hai ?
User avatar
rajawaheedasghar
One Star Member
One Star Member
Posts: 230
Joined: Tue Aug 16, 2011 8:57 pm
Nationality: Pakistani

Re: AIOU ADMISSION OPEN (METRIC TO MA,M.SC AND B.ED(1 YEAR)

Post by rajawaheedasghar »

aiou mei B.ed Two smstr ka ho gia hay 3rd smstr pely mei merg kr dia gia hay but unfortunatly workshop 40 days ke hy so long itni kisi unvsty ke ni hy abi sarhad unsty k adm open hn un ke one week workshop hy uos ke two weeks ke hy preston unsty ke b two weeks ke hy sb k adm open hein
Image
fahadaziz
TWO Star Member
TWO Star Member
Posts: 734
Joined: Wed Jul 11, 2012 9:03 am
Nationality: Pakistani

Re: AIOU ADMISSION OPEN (METRIC TO MA,M.SC AND B.ED(1 YEAR)

Post by fahadaziz »

futureofficer wrote:
fahadaziz wrote::P Allama Iqbal University, un logo k lia ha jo kisi ore University say pass nai hotay har jagah fail ho jatay hain woh aakhir kaar Allama Iqbal university ma admission lay letay hain ore yahan say woh pehli hi baar 1 hi dafa exam day kar pass ho jatay hain compart b nahi aati, yahi to ha Alama Iqbal University ka Kamal
janab UOS k bare mein kiya khayal hai app ka?jitnay nalaiq students hain wo UOS ka sahara lyty hain?what u say?brother yahan kisi aik university ka masla nahi ye, AIOU ho ya phir UOS ,,,,sub ka haal aik jaisa hai.so just AIOU ko blame karna galat hai
UOS ka mujey nai pata but AIOU ko blame karna ghalat nai ha, iski degree ki value punjab k aagay koi nai..AIOU say to har koi pass ho jata ha Punjab University say pass hona thora mushkil ha.....
User avatar
Nawab
Zero Star Member
Zero Star Member
Posts: 4005
Joined: Sun Aug 14, 2011 5:53 pm
Nationality: Pakistani

Re: AIOU ADMISSION OPEN (METRIC TO MA,M.SC AND B.ED(1 YEAR)

Post by Nawab »

Jahan AIOU kee Degree value kee baat hai too HEC recognized degree hai is lai iss kee value too hai ...Punjab mein AIOU kay exams ka kujh miyar hai .. But Sindh and Balochistan mein too hall buhut hee kharab hai ...Haar saal Punjab say hazaroon loog AIOU say Baluchistan and Sindh say exam dainay jatay hain ...
Noman999
Zero Star Member
Zero Star Member
Posts: 2
Joined: Sat Jan 26, 2019 11:58 pm
Nationality: Pakistani

Re: AIOU ADMISSION OPEN (METRIC TO MA,M.SC AND B.ED(1 YEAR)

Post by Noman999 »

fahadaziz wrote:
> Allama Iqbal University, un logo k lia ha jo kisi ore University say pass
> nai hotay har jagah fail ho jatay hain woh aakhir kaar Allama Iqbal
> university ma admission lay letay hain ore yahan say woh pehli hi baar 1 hi
> dafa exam day kar pass ho jatay hain compart b nahi aati, yahi to ha Alama
> Iqbal University ka Kamal

Not agree, meray sath 4 larku nay matric mai admission lya tha or woh sub matric nhi clear kr sakay 2 larkay english mai phas gay or aik math mai or aik islamiyat mai b pass na huwa bai aiou easy is lya hai k semester wise system hai warna paper in k b sometime tuff hotay hain, jis nay parhna nhi hai us nay kahin say b pass nhi hona, is umeed pay log admission lay laitay hai k aiou walay khud he pass kar daitay hai bohat say larkay fail honay k baad muh bacha k nikltay hai aiou walay 😂😂😂
Post Reply

Return to “EDUCATION RELATED”